Banna Mera Aaya Hariyala Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar, Nitin Mukesh Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya Re
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Samdhan Ji Aao Chane Ke Khet Mein
Sambandhi Aao Chane Ke Khet Mein
Naina Ladayein Chane Ke Khet Mein
Le Lein Tumhari Balayein Balayein
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Koi Aaye To Sahi Pyar Ki Duniya Lekar
Haye Ram Kasam Mar Jau Koi Aaye To Sahi
Pyar Ki Duniya Lekar Haye Ram Kasam
Mai Mar Jau Koi Aaye To Sahi
Lo Aa Gaye Hain Kya Hain Irada
Ghabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hain Kya Hain Irada
Ghabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hai
Koyal Kali Badal Kale
Kanha Ka Man Bhi Kala
Main To Bijuriya Hoon Badal Banu Kyu
Tan Kyu Apna Kala
Koyal Kali Badal Kale
Kanha Ka Man Bhi Kala
Mai To Bijuriya Hoon Badal Banu Kyu
Tan Kyu Apna Kala
Sun Nand Lala Sun Nand Lala
Sun Nand Lala Sun Nand Lala
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Aankho Me Apni Band Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Pathar Ke Dil Mein Dal Di
Ulfat Ki Dhadkane
Pathar Ke Dil Mein Dal Di
Ulfat Ki Dhadkane
Pathar Ko Dardmand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Humne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya Haye Kya Bura Kiya
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Ho Ji O
Pyara Sandesa Mujhe Mil To Gaya Hain
Sehre Ka Phool Mere Khil To Gaya Hain
Pyara Sandesa Mujhe Mil To Gaya Hain
Sehre Ka Phool Mere Khil To Gaya Hain
Itna Bata De Aau Milne Kaha Par
Ya Iss Zameen Par Ya Aasman Par
Ya Iss Zameen Par Ya Aasman Par
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo Jamuna Kinare
Mero Ganv Mero Ganv
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo Jamuna Kinare
Mero Ganv Mero Ganv
Sanware Aayi Jaiyo Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo Aayi Jaiyo Aayi Jaiyo
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hain
Mujhko Ganwara Intazaar
Intazaar Intazaar Hain
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hain
Kuch Log Duniya Mein
Naseeb Leke Aate Hain
Baki Yu Hi Aate Hai
Aur Yu Hi Chale Jate Hain
Kuch Log Duniya Mein
Nasib Le Ke Aate Hain
Baki Bas Aate Hain
Aur Yu Hi Chale Jate Hain
Jane Kab Aate Hain
Aur Jane Kab Jate Hain
Chand Log Duniya Mein
Nasib Leke Aate Hain
Baki Bas Aate Hain
Aur Yun Hi Chale Jate Hain
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Ek Janam
Ek Janam Kam Hain Sanam
Pyar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge
Hum Yaar Ke Liye
Is Paar Nahin To Phir
Us Paar Milenge Hum
Sau Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Hum
Is Paar Nahin To Phir
Us Paar Milenge Hum
Sau Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Hum