Bansuriya Ab Yehi Pukare Asha Bhosle, Kumar Sanu Song Download
![Bansuriya Ab Yehi Pukare](https://www.mr-jatt.in/upload_file/2/14/17526/400x400/thumb_67a57fed00d9c.webp)
![Get This Song](/images/get_this_song.webp)
Play This Song
Song Lyrics
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Teri Aankho Se Nindiya Churaunga
Tere Hontho Se Laali Udaunga
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi
Tujhe Apni Nazar Mein Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Aankhe Bichhaye Baithi Thi
Dilbar Ki Chah Mein
Kab Se Khadi Thi Main Yaha
Chahat Ki Rah Mein
Tune Jo Di Sada Toh Main
Tere Pas Aa Gaya
Dooniya Bhulake Main Sanam
Tujhme Sama Gaya
Diwani Ho Gayi Thi Main Tere Pyar Mein
Bechain Ho Rahi Thi Main Tere Intezaar Mein
Tere Intezaar Mein Tere Intezaar Mein
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Balma Balma Balma
Aa Ja Karib Aa Mere Tujhko Karar Du
Baho Me Teri Pyar Ke Lamhe Guzar Du
Hai Aarzu Yahi Meri Tere Samane Rahu
Kehani Hai Jitni Bat Main Tujhse Woh Sab Kahu
Mere Sath Hai Tu Sathiya Har Ik Hal Mein
Khoya Rahu Hamesha Main Tere Khayal Mein
Tere Khayal Mein Tere Khayal Mein
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Teri Aankho Se Nindiya Churaunga
Tere Hontho Se Laali Udaunga
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi
Tujhe Apni Nazar Mein Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Han Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare
Aa Balma Nadiya Ke Kinare