Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Bichhua, More Sajnaa Ka Pyaar
sajnaa Ka Pyaar, Sajnaa Ka Pyaar
dank Jo Maare Laage Kataar
bichhua, Moree Sajani Ka Pyaar
sajani Ka Pyaar, Sajani Ka Pyaar
dank Jo Maare Laage Kataar
bichhua, More Sajnaa Ka Pyaar
sajnaa Ka Pyaar
rome-rome Pe Naam Likhaa
dekh Jaa Aake Shyaam Likhaa Hai
rome-rome Pe Naam Likhaa
dekh Jaa Aake Shyaam Likhaa Hai
karti Hoon Main Intazaar, Ho, Ho, Ho
bichhua, More Sajnaa Ka Pyaar
sajnaa Ka Pyaar, Sajnaa Ka Pyaar
dank Jo Maare Laage Kataar
bichhua, Moree Sajani Ka Pyaar
sajani Ka Pyaar Ka Pyaar
dil Pathar Ka Ro Ke Rahegaa
raadha Ka Sangam Ho Ke Rahegaa
dil Pathar Ka Ro Ke Rahegaa
raadha Ka Sangam Ho Ke Rahegaa
mujko To Hai Aitbaar, Ho, Ho, Ho
bichhua, More Sajani Ka Pyaar
sajani Ka Pyaar, Sajani Ka Pyaar
dank Jo Maare Laage Kataar
bichhua, Moree Sajnaa Ka Pyaar
sajnaa Ka Pyaar Ka Pyaar
ban Gayi Ankhiya Ganga-jamana
mushkil Hai Ansuvan Ka Thamana
ban Gayi Ankhiya Ganga-jamana
mushkil Hai Ansuvan Ka Thamana
gam Hai Muje Beshumaar, Ho, Ho, Ho
bichhua, More Sajnaa Ka Pyaar
sajnaa Ka Pyaar, Sajnaa Ka Pyaar
dank Jo Maare Laage Kataar
bichhua (bichhua), More Sajnaa Ka Pyaar
sajani Ka Pyaar Ka Pyaar