Doston Ki Haqeeqat Kishore Kumar Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Doston Ki Haqeeqat Jo Hum Pe Khuli
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Ik Zara Sa Hi Sach Keh Gaya Tha Yeh Dil
Dekhiye, Rooth Kar Yaar Jaane Laga
Superb! Superb!
Superb! Superb!
Doston Ki Haqeeqat Jo Hum Pe Khuli
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Bewafaai Haseenon Ka Dastoor Hai
Tod Kar Mera Dil Kitne Maghroor Hain
Oh, Yeh Jo Badlein Toh Hum Bhi Badal Jaayenge
Chahne Waale Humko Bhi Mil Jaayenge
Inke Harjaaipan Ka Chalan Dekh Kar
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Doston Ki Haqeeqat Jo Hum Pe Khuli
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Kal Talak Toh Wafa Ki Yeh Tasveer The
Haaye, Meri Mohabbat Ki Taqdeer The
Oh, Bewafaai Ki Ab Zinda Tasveer Hain
Zulm Karte Hain, Zaalim Hain, Be-peer Hain
Inke Harjaaipan Ka Chalan Dekh Kar
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Doston Ki Haqeeqat Jo Hum Pe Khuli
Dushmanon Pe Humein Pyaar Aane Laga
Ik Zara Sa Hi Sach Keh Gaya Tha Yeh Dil
Dekhiye, Rooth Kar Yaar Jaane Laga
Superb! Superb!
Superb! Superb!