Jind Le Gaya Lata Mangeshkar Song Download
![Jind Le Gaya](https://www.mr-jatt.in/upload_file/2/14/15901/400x400/thumb_67a0f5ad0b229.webp)
![Get This Song](/images/get_this_song.webp)
Play This Song
Song Lyrics
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se
Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Khaabon Se Takdire
Khaabon Se Takdire Kab Banati Hai
Paani Pe Tasbire
Paani Pe Tasbire Kab Banati Hai
Na Rang Raha Koyi Baaki
Na Koyi Nishaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Uss Aandhi Ka Uss Tufaan Ka
Jor Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Aayi Thi Ik Roj Kayaamat
Aur Kisi Ko Yaad Nahi Hai
Bas Ek Mera Dil Tuta
Yeh Saara Jahaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Apne Zakhmo Apne Sadamo Se
Main Kitni Sharminda Hoon
Kya Kaaran Hai Kya Hai Sabab Jo
Aaj Bhi Abb Bhi Main Zinda Hoon
Lagata Hai Ke Mera Baaki
Koyi Imtehaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya
Mehmaan Chala Gaya Ghar Se
Yeh Khaali Makaan Reh Gaya
Jind Le Gaya Woh Dil Ka Jaani
Yeh But Bejaan Reh Gaya
Jind Le Gaya, Jind Le Gaya
Jind Le Gaya