Kuchh Log Mohabbat Karke Kishore Kumar Song Download

Play This Song
Song Lyrics
Kuch Log Mohabbat Karke Ho Jaathe Hain Barbaad
kuch Log Mohabbat Karke Kar Dete Hain Barbaad
kuch Log Mohabbat Karke Ho Jaathe Hain Barbaad

kis Naam Se Yaad Karenge Hum Tumko Aaj Ke Baad
kuch Log Mohabbat Karke Ho Jaathe Hain Barbaad
kuch Log Mohabbat Karke Kar Dete Hain Barbaad
is Khudgarzi Ko Dekar Ek Majaburi Kaa Naam

ulfat Ke Naam Ko Tumne Kar Daalaa Hai Badnaam
upar Se Bhole Panchi Tum Andar Se Sinyaar
kuch Log Mohabbat Karke Ho Jaathe Hain Barbaad
kuch Log Mohabbat Karke Kar Dete Hain Barbaad
ek Rose Kaha Tha Tumne Hamako Apana Mehboob

mehboob Badalane Kaa Ye Andaaz Bahut Hai Khub
is Baath Se Khush Hokar Dete Hain Mubarak Baad
kuch Log Mohabbat Karke Ho Jaathe Hain Barbaad
kuch Log Mohabbat Karke Kar Dete Hain Barbaad
chup Rahe Jubaan-e Khanjar Chhupataa Nahin Ye Ilzaam

letaa Hai Lahu Kaa Kataraa-kataraa Kaatil Kaa Naam
kya Chain Se Jeene Degi Tumko Meri Fariyaad