Log Jahan Par Rahte Hain Mohammed Aziz, Suresh Wadkar, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan Song Download
Play This Song
Song Lyrics
Log Jahaan Par Rahete Hain
us Jagah Ko Vo Ghar Kehthe Hain
hum Is Ghar Mein Rahete Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
log Jahaan Par Rahete Hain
us Jagah Ko Vo Ghar Kehthe Hain
hum Is Ghar Mein Rahete Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
om Hari Om
om Hari Om
om Hari Om
huee Aaj Ke Din Ek Baath Badee
apanae Ghar Kee Buniyaad Padi
huee Aaj Ke Din Ek Baath Badee
apanae Ghar Kee Buniyaad Padi
vishwaas Pe Aur Mohabbat Pe
har Ek Huee Diwaar Khadi
har Aandhi Se, Har Tufaan Se
majboot Hai, Ye Ghar Kehthe Hai
log Jahaan Par Rahete Hain
us Jagah Ko Vo Ghar Kehthe Hain
hum Is Ghar Mein Rahete Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
is Ghar Kee Qeemat Kya Hogee
duniyaa Ko Kuch Andaja Hai
is Ghar Kee Qeemat Kya Hogee
duniyaa Ko Kuch Andaja Hai
ye Daravaaza Is Ghar Ka Nahin
jananath Ka Ye Daravaaza Hai
is Farsh Ko Dharti Kehthe Hai
is Chhat Ko Ambar Kehthe Hai
log Jahaan Par Rahete Hain
us Jagah Ko Vo Ghar Kehthe Hain
hum Is Ghar Mein Rahete Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
khushiyon Ke Deep Jalaayenge
khushiyon Ke Deep Jalaayenge
sapanon Ke Phool Khilaayenge
sapanon Ke Phool Khilaayenge
mitane Naa Denge Is Ghar Ko
is Ghar Par Hum Mit Jaayenge
is Ghar Par Hum Mit Jaayenge
ai Maan, Ai Maan, Tere Bachche
teri Saughandh Utaa Kar Kehthe Hain
log Jahaan Par Rahete Hain
us Jagah Ko Vo Ghar Kehthe Hain
hum Is Ghar Mein Rahete Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
om Hari Om
om Hari Om
om Hari Om
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain
ise Pyaar Ka Mandir Kehthe Hain