Mausam Mastana Dilraj Kaur, Asha Bhosle Song Download
Play This Song
Song Lyrics
Mausam Mastana Rasta Anjana
Mausam Mastana Rasta Anjana
Jaane Kab Kis Mod Pe Ban Jaaye Koyi Afsana
Mausam Mastana Rasta Anjana
Jaane Kab Kis Mod Pe Ban Jaaye Koyi Afsana
Ho Aaj-kal Dil Aksar Machal Machal Jaaye
Jab Se Aayi Jawaani Bada Tadpaye
Aaj-kal Dil Aksar Machal Machal Jaaye
Jab Se Aayi Jawaani Bada Tadpaye
Nahi Bharosa Iska Kab Ho Jaaye Kis Ka
Nahi Bharosa Iska Kab Ho Jaaye Kis Ka
Abhi Talak To Apna Hai Kab Ho Jaaye Begana
Mausam Mastana Mastana
Rasta Anjana Anjana
Jaane Kab Kis Mod Pe Ban Jaaye Koyi Afsana
Soch Ke Main Ghabraun Nayi Nayi Baatein
Aane Hi Wali Hain Pyar Bhari Raatein
Soch Ke Main Ghabraun Nayi Nayi Baatein
Aane Hi Wali Hain Pyar Bhari Raatein
Har Koyi Yeh Jaane Pyar Karein Deewane
Har Koyi Yeh Jaane Pyar Karein Deewane
Ek Din To Yeh Hona Hi Hai Phir Kaisa Ghabrana
Mausam Mastana Rasta Anjana
Jaane Kab Kis Mod Pe Ban Jaaye Koyi Afsana