Mujrim Na Kehna Mujhe Mohammed Aziz Song Download
Play This Song
Song Lyrics
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Jis Umar Mein Chhiye Maa Ka Aachal
Mujhko Salakhe Mili
Dhandhe Se Hatho Me Pustak Ke Badle
Hathkadiya Dali Kayi
Bachpan Hi Jab Kaid Khane Me Bita
Jawani Ka Phir Kya Thikana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Main Tha Pasina Bahane Ko Razi
Roti Na Phir Bhi Mili
Maine Sharafat Se Jina Chaha
Thokar Pe Thokar Lagi
Mai Tha Pasina Bahane Ko Razi
Roti Na Phir Bhi Mili
Maine Sharafat Se Jina Chaha
Thokar Pe Thokar Lagi
Kaise Bhi Ho Pet Ki Aag Hai Ye
Yeh Aag Ko Bujhana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Papo Ki Basti Mein Kaise Rahega
Banke Koi Devta
Jeevan Ke Sangram Mein Sab Munasib
Kya Hai Bhala Kya Hai Bura
Insan Lekin Kabhi Ye Na Bhule
Bhagwan Ke Ghar Bhi Jana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai
Pakda Gaya Wo Chor Hai
Jo Bach Gaya Wo Sayana Hai
Mujrim Na Kahna Mujhe Logo
Mujrim To Sara Zamana Hai