Na Jane Kya Hua Lata Mangeshkar Song Download
![Na Jane Kya Hua](https://www.mr-jatt.in/upload_file/2/14/15456/400x400/thumb_679f8f39e6bf1.webp)
![Get This Song](/images/get_this_song.webp)
Play This Song
Song Lyrics
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Khila Gulab Ki Tarah Mera Badan
Nikhar-nikhar Gayi, Sanwar-sanwar Gayi
Nikhar-nikhar Gayi, Sanwar-sanwar Gayi
Bana Ke Aayina Tujhe, Ae, Jaan-e-mann
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Bikhra Hai Kajal Fiza Mein, Bheegi-bheegi Hain Shaamein
Boondo Ki Rimjhim Se Jaagi Aag Thandi Hawa Mein
Aaja, Sanam, Ye Hansi Aag Hum Le Dil Mein Basa
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Khila Gulab Ki Tarah Mera Badan
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Aanchal Kahaan, Main Kahaan Hoon? Ye Mujhe Hosh Kya Hai?
Ye Bekhudi Tune Di Hai, Pyar Ka Ye Nasha Hai
Sun Le Zara, Saaz-e-dil Gaa Raha Hai Nagma Tera
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Khila Gulab Ki Tarah Mera Badan
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Kaliyon Ki Ye Sej Mehke, Raat Jaage Milan Ki
Kho Jaayein Dhadkan Mein Teri, Dhadkanein Mere Mann Ki
Aa, Paas Aa, Teri Har Saans Mein Main Jaaun Sama
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Khila Gulab Ki Tarah Mera Badan
Nikhar-nikhar Gayi, Sanwar-sanwar Gayi
Bana Ke Aayina Tujhe, Ae, Jaan-e-mann
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya
Na Jaane Kya Hua, Jo Tune Chhu Liya