Na Kajare Ki Dhar Pankaj Udhas, Sadhana Sargam Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Na Kajre Ki Dhaar
Na Motiyon Ke Haar
Na Koyi Kiya Singar
Phir Bhi Kitni Sundar Ho
Tum Kitni Sundar Ho
Na Kajre Ki Dhaar
Na Motiyon Ke Haar
Na Koyi Kiya Singar
Phir Bhi Kitni Sundar Ho
Tum Kitni Sundar Ho
Man Mein Pyar Bhara
Aur Tan Mein Pyaar Bhara
Jeevan Mein Pyaar Bhara
Tum To Mere Priyavar Ho
Tumhi To Mere Priyavar Ho
Singar Tera Yauvan
Yauvan Hi Tera Gehna
Singar Tera Yauvan
Yauvan Hi Tera Gehna
Tu Taazgi Phoolon Ki
Kya Saadgi Ka Kehna
Ude Khushbu Jab Chale Tu
Ude Khushbu Jab Chale Tu
Bole To Baje Sitar
Na Kajre Ki Dhaar
Na Motiyon Ke Haar
Na Koyi Kiya Singar
Phir Bhi Kitni Sundar Ho
Tum Kitni Sundar Ho
Saari Duniya Harjayi
Tere Pyar Mein Hai Sachchayi
Saari Duniya Harjayi
Tere Pyar Mein Hai Sachchayi
Isliye Chhod Ke Duniya
Teri Oar Khinchi Chali Aayi
Thi Patthar Toone Chhoo Kar
Thi Patthar Toone Chhoo Kar
Sona Kar Diya Khara
Man Mein Pyar Bhara
Aur Tan Mein Pyaar Bhara
Jeevan Mein Pyaar Bhara
Tum To Mere Priyavar Ho
Tumhi To Mere Priyavar Ho
Tera Angg Sachcha Sona
Muskan Sachche Moti
Tera Angg Sachcha Sona
Muskan Sachche Moti
Tere Honth Hain Madhushala
Tu Roop Ki Hai Jyoti
Teri Soorat Jaise Moorat
Teri Soorat Jaise Moorat
Main Dekhun Baar Baar
Na Kajre Ki Dhaar
Na Motiyon Ke Haar
Na Koyi Kiya Singar
Phir Bhi Kitni Sundar Ho
Tum Kitni Sundar Ho
Man Mein Pyar Bhara
Aur Tan Mein Pyaar Bhara
Jeevan Mein Pyaar Bhara
Tum To Mere Priyavar Ho
Tumhi To Mere Priyavar Ho