Shehar Ki Galiyon Mein Charcha Hai Aam SP Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal Song Download
![Shehar Ki Galiyon Mein Charcha Hai Aam](https://www.mr-jatt.in/upload_file/2/14/17905/400x400/thumb_67a8740e57425.webp)
![Get This Song](/images/get_this_song.webp)
Play This Song
Song Lyrics
Shahar Kee Galiyon Mein Charchaa Hai Aam, Saathee Naya Dhundha Tune
aaj Savere Ke Akhbaar Mein Likhi Kahaani Ye Saaree
too Kisi Kee Banhon Mein Thi Kal Se Neenden Churaa Ke Hamaari
shahar Kee Galiyon Mein Charchaa Hai Aam, Saathee Milaa Mujko Mera
akhbaar Mein Kya Nahin Ye Padhaa, "kal Thi Haseen Raat Saaree"?
tum Raat-bhar Meri Banhon Mein The, Piya, Banhon Mein Main Thi Tumhaaree
Please Tell Me Why You Make Me Cry
bolo, Piya, Roe Jiyaa
bolo, Bolo, Bolo, Piya, Roe Jiyaa
roko Ye Barasaatein, Rone Kee Ye Baathen
maine Sharaarat Ye Kee Thi
kar Do Muje Maaf Tum, Jaan-a/e-jaanaa
qasam Hai Tumhein To Mere Pyaar Kee
pehle Rulaate Ho, Phir Kyun Maanate Ho?
ye Kya Ada Hai Tumhaaree?
agar Pyaar Hai To Sataate Ho Kyun?
sanam, Ye Tumhaaree Hai Aadat Buree
You Are My Life, Kal Hogee Wife
chup Naa Raho, Kuch To Kaho
dekho, Chup Naa Raho, Kuch To Kaho
mujko Lage Pyaaree Ye Baath Tumhaaree
to Shaadi Ka Kab Hai Iraada?
jab Tum Kahogi, Banunga Main Duulhaa
ye Vaadaa Mera Aaj Tumse Raha
ho Jaayenge Sapane Sach Saare Apanae
jis Din Chadhungi Main Doli
itana Tumhein Pyaar Main To Karunga
ki Bhuulogi Babul Kee Tum To Gali
shahar Kee Galiyon Mein Charche Honge Aaj, Paagal Hai Saara Zamana
pucho Agar, Baath Kuch Bhee Naa Thi, Is Jahaan Ne Banaaya Fasaanaa
sachhee Mohabbat Hamaari Hai Ye
duniyaa Ne To Akhir Ye Maanaa, Duniyaa Ne To Akhir Ye Maanaa