Subah Se Lekar Udit Narayan, Sadhana Sargam Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Ho Subah Se Lekar Shaam Tak
Shaam Se Lekar Raat Tak
Subah Se Lekar Shaam Tak
Shaam Se Lekar Raat Tak
Raat Se Lekar Subah Tak
Subah Se Phir Shaam Tak
Mujhe Pyar Karo Ho Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Ho Shehar Se Lekar Gaanv Tak
Dhoop Se Lekar Chhanv Tak
Shehar Se Lekar Gaanv Tak
Dhoop Se Lekar Chhanv Tak
Sar Se Lekar Paanv Tak
Dil Ki Sabhi Wafaon Tak
Mujhe Pyar Karo Ho Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Ho Aur Piya Kuchh Bhi Kar Lo
Lekin Rakhna Yaad
Aur Piya Kuchh Bhi Kar Lo
Lekin Rakhna Yaad
Kuchh Shaadi Se Pehle
Kuchh Shaadi Ke Baad
Pyar Mein Ab Itni Shartein
Kaun Rakhega Yaad
Kya Shaadi Se Pehle
Kya Shaadi Ke Baad
Ho Paas Se Lekar Door Tak
Door Se Lekar Paas Tak
In Hothon Ki Pyaas Tak
Dharti Se Aakash Tak
Mujhe Pyar Karo Ho Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Ho Aise Kaise Ho Sakta Hai
Poora Poora Pyar
Aise Kaise Ho Sakta Hai
Poora Poora Pyar
Ya Khul Ke Ikraar Karo Tum
Ya Khul Ke Inkaar
Ho Mere Gale Mein Daal Ke Baahein
Kar Lo Baatein Char
Isse Aage Karna Padega Tumko Intezar
Ho Sagar Ke Is Aar Se
Sagar Ke Us Paar Tak
Nazron Ki Deewar Tak
Pyar Se Lekar Pyar Tak
Mujhe Pyar Karo Ho Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Ho Subah Se Lekar Shaam Tak
Shaam Se Lekar Raat Tak
Raat Se Lekar Subah Tak
Subah Se Phir Shaam Tak
Mujhe Pyar Karo Ho Mujhe Pyar Karo
Ho Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo