Teri Hasti Hai Kya Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar Song Download


Play This Song
Song Lyrics
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sans Jab Tak Hain Hum To Nachege
Aas Jab Tak Hain Hum To Nachege
Jisne Paida Kiya Woh Bachayega
Jisne Paida Kiya Woh Bachayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya
Apne Ghunghru Ki Kasam
Nachate Jayenge Hum
Jaan Jaye Ke Rahe
Ab Na Rokenge Kadam
Lagi Tan Man Mein Agan
Ab Yeh Phailegi Jalan
Kaanp Jayegi Zameen
Sar Jhuka Dega Gagan
Gham Udthana Likha Hain
Muqaddar Mein
Dil Jalana Likha Hain
Muqaddar Mein
Uski Marzi Hain Tu Kya Nachayeja
Uski Marzi Hain Tu Kya Nachayeja
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya
Tere Sar Pe Chadha Joothi Takat Ka Nasha
Tukjh Ko Malum Nahin Hal Kya Hoga Tera
Hai Tera Naam Bura Hain Tera Kam Bura
Yaad Rakh Hoga Yahi Tera Anzam Bura
Khali Jata Nahin Var Aaho Ka
Tujhko Badla Milega Gunaho Ka
Nav Kagaz Ki Kab Tak Chalayega
Nav Kagaz Ki Kab Tak Chalayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya
Khoon Bahta Hain Jaha Aag Lagti Hain Waha
Aaj Zulmo Ka Tere Faisla Hoga Yaha
Bachke Jayega Na Tu Chain Payega Na Tu
Rang Lata Hain Sada Ye Gunaho Ka Lahu
Aasma Wala Insaf Karta Hain
Aasma Wala Insaf Karta Hain
Jisne Jaisa Kiya Waisa Phal Ta Hain
Ghar Ka Deepak Hi Ghar Ko Jalayega
Ghar Ka Deepak Hi Ghar Ko Jalayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega.