Tota Tota Lata Mangeshkar, SP Balasubrahmanyam Song Download
![Tota Tota](https://www.mr-jatt.in/upload_file/2/14/17887/400x400/thumb_67a86f99899c3.webp)
![Get This Song](/images/get_this_song.webp)
Play This Song
Song Lyrics
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Kehna Bin Tere Mushkil Hain
Ab Zinda Rehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Sari Umar Ab Humko Bireh Ki
Aag Mein Jalkar Jeena Hain
Hum Chahe Ya Na Chahe Ye Gham
Ka Zehar To Pina Hain
Namumkin Hain Ab To Dard Judai Ka Sehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Kehna Bin Tere Mushkil Hain
Ab Zinda Rehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Bas Jo Chale To Pyar Mein Tere
Maut Ki Had Se Guzar Jaun
Pyar Jo Tera Pa Na Saku To
Pyar Mein Tere Mar Jaun
Bas Jo Chale To Pyar Me Tere
Maut Ki Had Se Guzar Jaun
Pyar Jo Tera Pa Na Saku To
Pyar Mein Tere Mar Jaun
Marna Hain Aasan Hai Mushkil
Tujhse Juda Rehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Kehna Bin Tere Mushkil Hain
Ab Zinda Rehna
Tota Tota Sajan Se Kehna
Tota Tota Sandaisa Kehna
Gham Ke Kante Chunke Teri
Rahon Mein Phool Bichana Hai
Thukra Ke Har Rasam Hume To
Pyaar Ki Rasam Nibhana Hain
Ik Din To Hum Milke Rahenge Pyar Bhari In Raho Mein
Marna Hain To Mar Jayenge
Ik Duje Ki Baho Mein
Gham Ho Ya Ho Khushi Humein Hai
Sath Sath Sehna
Aaja Aaja Sajan Tu Aaja
Aaja Aaja Sajan Tu Aaja
Aaja Aaja Sajan Tu Aaja
Aaja Aaja Sajan Tu Aaja.