Tujh Ko Aata Hai Har Ek Dukh Ka Madawa Karna Nusrat Fateh Ali Khan Song Download
Play This Song
Song Lyrics
Dil Mai Ho Dard To Dava Kijya
dil He Ho Dard To Kya Kijya
hum Ko Faryaad Karni Atii Ha
app Sunta Nahi To Kya Kijya
ranj Utana Sa B Kushi Hogi
pahla Dil Dard Asheena Kijya
moot Atti Nahi Kahi Ghalib
kab Tak Afsoos Is Ka Kijya
dard Se Mere Hai Tujhko Beqarari Hae Hae
kya Hua Zalim Teri Gaflatashi′ari Hae Hae
tere Dil Mein Gar Na Tha Ashob-e-gham Ka Hausla
tu Ne Phir Kyun Ki Thi Meri Gham-gusari Hae Hae
kyun Meri Gham-khwaragi Ka Thujhko Aya Tha Khayal
dushmani Apani Thi Meri Dostdari Hae Hae
umr Bhar Ka Tune Paiman-e-wafa Bandha To Kya
umr Bhar Ko Bhi To Nahi Hai Paydari Hae Hae
zahar Lagti Hai Mujhe Ab-o-hawa-e-zindagi
yani Tujhse Thi Ise Nasazgari Hae Hae
gulfishani Hae Naz-e-jalwa Ko Kya Ho Gaya
khak Par Hoti Hai Teri Lalakari Hae Hae
sharm-e-ruswai Se Ja Chupna Naqab-e-khak Mein
khtam Hai Ulfat Ki Tujh Par Pardadari Hae Hae
khak Mein Namus-e-paiman-e-muhabbat Mil Gai
uth Gai Duniya Se Rah-o-rasm-e-yari Hae Hae
hath Hi Tegzama Ka Kam Se Jata Raha
dil Pe Ik Lagne Na Paya Zakhmkari Hae Hae
kis Tarah Kate Koi Shab Hae Tar-e-barshigal
hai Nazar Khunkarda-e-akhtarshumari Hae Hae
gosh Mahjur-e-payam-o-chashm Mahrum-e-jamal
ek Dil, Tis Par Ye Na-umidwari Hae Hae
ishq Ne Pakra Na Tha "Ghalib" Abhi Wahshat Ka Rang
rah Gaya Tha Dil Mein Jo Kuch Zauq-e-khwari Hae Hae